Thursday, July 4, 2013

Banda Robinhood hai From movie Polocegiri





Hey I have come, baajuon mein dum
Phod ke rakh denge by god ki kasam
Aaya handsome chhod ke sharam
Arre dole shole tagde par heart hai naram
Munda style hai, aisi smile hai
Jhappi dene ka public ka karta mood hai ae.. ae.. ae..
Banda good hai, dil ka shudh hai
Action hero aur naam Robin Hood hai
Banda good hai, dil ka shudh hai
Dost gareebon ka, naam Robin Hood hai
Igdi shigdi cop yeah
Move on the top yeah
Never wanna stop yeah
He is fully gonna rock yeah
O.. O..
Har ek festival ko dhoom se manate hain
Nazar mein apni equal hain sab dharam
Musibaton ki ghadi jab bhi sar pe aati hai
Lete hi naam tera hoti hai khatam
Ho.. hamein kya yaar koi khaak mein milaaye
Dilon ke sevajat hain hum
Apne saath aam aadmi ki blessing hai
Hua dilli mein inka ram
Munda style hai, aisi smile hai
Jhappi dene ka public ka karta mood hai ae.. ae.. ae..
Robin Hood..
Banda good hai, dil ka shudh hai
Action hero aur naam Robin Hood hai
Banda good hai, dil ka shudh hai
Dost gareebon ka, naam Robin Hood hai
Igdi shigdi cop yeah
Move on the top yeah
Never wanna stop yeah
He is fully gonna rock yeah
Igdi shigdi cop yeah

Move on the top yeah
Never wanna stop yeah
He is fully gonna rock yeah
Mind it..
http://findserached.com/



                                                       JHOOM BARABAR JHOOM     POLICEGIRI           Mind  IT....................






Jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom….{{{repeat}}}}
Chal Jhoom barabar
Barabar jhoom barabar
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Afra tafri 1 befikri rehti hai
Duniya deewano ke fazeete karti hai
Afra tafri ek befikri rehti hai
Duniya deewano ke fazeete karti hai
Tune dukhti rag pe ungli rakh di hai mahiya
Tune dukhti rag pe ungli rakh di hai mahiya
Mahiyaa
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Afra tafri ek befikri rehti hai
Duniya deewaano ke fazeete karti hai
Tune dukhti rag pe ungli rakh di hai mahiya
Mahiyaa
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Yeh raat zaalim hai kaatilana
Teer e nazar na dil pe chalana
Itna to bata de hamko
Kya hai tera iraada
Barbaad na kar tu hamko
Na reh sakte aamada
Afra tafri ek befikri rehti hai
Duniya deewaano ke fazeete karti hai
Tune dukhti rag pe ungli rakh di hai mahiya
Mahiyaa
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Pyar ishq mohabbat ek zalzala hai
Tauba na poochho kaisi bala hai
Kyun khel nazar ka khele
Yeh khle hai gehra samnadar
Doobe hain jaake is mein
Na jaane kitne sikandar
Afra tafri ek befikri rehti hai
Duniya deewaano ke fazeete karti hai
Tune dukhti rag pe ungli rakh di hai mahiya
Mahiyaa..
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Chal jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela
Jhoom barabar jhoom jhoom
Hai ishq krishna ki leela……..


Banarasiya




Haa… oye oye oye Banarasiya
Haaye Banarasiya
Aa… Banarasiya
Haaye Bana_rasiya
Rang mein bhang yaa bhang mein rang
Banarasiya… haaye Banarasiya
Sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya… haaye Banarasiya
Haan.. haan.. haan.. haaye Banarasiya
Haaye Banarasiya
Aa… Banarasiya
Chaal chalaaki har hoshiyari jaanat
Yun to sab nar-naari
Chaal chalaaki har hoshiyari jaanat
Yun to sab nar-naari
Mann ke par bhole bhandari
Mann ke par bhole bhandari
Ghaat kinare umar guzaari
Ghaat Banarasiya…
Haaye ghaat Banarasiya
Ghaat Banarasiya…
Thaathon mein thaath Banarasiya
Haaye haaye thaath Banarasiya
Thaathon mein thaath Banarasiya
Thaathon mein thaath Banarasiya
Thaath Banarasiya!
Haan haan haaye haaye thaath Banarasiya
Rang mein bhang yaa bhang mein rang
Banarasiya.. haaye Banarasiya
Sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya.. haaye Banarasiya
Rang mein bhang yaa bhang mein rang
O Sang mein jung yaa jung mein sang
Rang mein bhang yaa bhang mein rang
Banarasiya..
O Sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya..
Haan haan haan aa.. Banarasiya
Haaye.. Banarasiya
Turat-furat mein sab kar jaavein
Aayi pe jo apne aave
Turat-furat mein sab kar jaavein
Aayi pe jo apne aave
Gaal mein jab ye paan dabaave
Gaal mein jab ye paan dabaave
Teen taal mein chalte jaave
Baat Banarasiya..
Haaye baat Banarasiya
Baat Banarasiyaa aa…
Thaathon mein thaath Banarasiya
Haaye haaye thaath Banarasiya
Thaathon mein thaath Banarasiya
Haaye haaye thaath Banarasiya
Thaath Banarasiya, haye haye haye
Thaath Banarasiya
Rang mein bhang yaa bhang mein rang
Banarasiya..
Haaye Banarasiya
Sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya.. haaye Banarasiya
Banarasiya.. haaye Banarasiya
Banarasiya.. haaye Banarasiya